Nainon ki chaal hai, makhmali haal hai
Neechi palkon se badle samaa
Naina sharmaye jo, ya ke bhar aaye jo
Tham ke ruk jaaye dono jahan
Rab ki nemat hai teri nigaahein
Jisme basti hai uski duayein
Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye
Ho Tere naina, tere naina, tere naina re - 2
Ho Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye
Ho Tere naina, tere naina, tere naina re - 2
Aahat khwabon ki, chahat dhadkan ki
Unke kadmon ke hai ye nishaan
Chahe kuch na boloon, chahe raaz na kholoon
Ye samajte hai meri zubaan
Mujhpe barsi jo teri nigaahein
Meri saanson ne badli adaayein
Hoo Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye
Ho Tere naina, tere naina, tere naina re - 2
Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye
Ho Tere naina, tere naina, tere naina re - 2
Tere naina, raahein saja de
Tere naina, doori mita de
Tere naina, dhadkan ko badha de
Tere naina, palkon mein sama le
Wallaah
Zakham pe marham, tere naina
Phool pe shabnam, tere naina
Jag bhoole bhoole, tere naina
Dil choo le choo le, tere naina
Tere nainon ke aage to taarein bi sharmaye
Pa ni sa re sa ni dha pa
Ni dha pa ma ga re sa
Tere naina, tere naina
Nainon ki chaal hai, makhmali haal hai
Neechi palkon se badle samaa
Rab ki nemat hai teri nigaahein
Jisme basti hai uski duayein
Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye
Ho Tere naina, tere naina, tere naina re - 4
No comments:
Post a Comment